Call Devert Ya Call Forwarding ka Use Kaisa karta hai

Mobile aaj kal koun use nahe karta har kese ka pass aap ko smartphone mil jaega....

Aeysa phone ka andar aap ko kaee aeysa setting mil jaega sayad aap un satting ka bare ma na janta ho ya ho sakta hai aap use na keya ho....

Aaj mai aap ko batna ja raha hu kuch aeysa settings ka bare ma...?

Call Divert Ya Call Forwarding :-


Call Divert Ya Call Forwarding kiya hai or isa used kaisa karta hai....

Dosto kaebar aeysa hota hai aap ke 2 phone hai or aap ka number pa koe call aa raha hai or aap ka number busy ja raha hai waisa ma aap call Devert ka madat sa aap apna call dusa kisi number pa manga sakta hai...

Ya Fechar har ek phone ma kagbhag mil jata hai

To janiya isa use kaisa karta hai....

Dosto isa use karna ka leya aap ko call setting ma jana ho uska ba
Uska bad call forwarding pa aap ko click karna hoga

Call forwarding pa click karna ka bad voice call ya video call select karna ho....
Jaha tak mai aap ko bata du ke aap voice call select kar da....


Voice call pa click karna ka bad aap Always forward pa click karna hoga ...

Uska bad number dal da woo number dale jispa aap ko call forwarding karna or....
Number dal ka turn on kar da


Mai umid karta hu ya fechar aap ko pasand aaya ho aap apna naje life ma is fechar ka madad sa bahut lab utha sakta hai......

Umid karta hu dosto aap ko ya jankari pasand aae hoge comments bax ma jarur batna agar is sa related koe v aap ka Questions hai to aap comments kar ke puch sakta hai

Comments